Wednesday 11 May 2016

URDU ROMANTIC POETRY MOHABBAT AJANABI JAZBA NAHIN




Best Romantic Poetry Romantic Poetry Means

Romantic Poetry


PLEASE LIKE THIS PAGE THANKS
Romantic poetry is the poetry of Romanticism, a philosophical, literary, artistic and cultural era[1] reacting against prevailingEnlightenment ideals of the nineteenth century providing natural, emotional, personal and artistic themes.[2][3] Inevitably, the characterization of a broad range of contemporaneous poets and poetry under the single unifying name can be viewed more as an exercise in historical compartmentalization than an attempt to capture the essence of the actual movement.[citation needed]
Poets such as William Wordsworth were actively engaged in trying to create a new kind of poetry that emphasized intuition over reason and the pastoral over the urban, often eschewing consciously poetic language in an effort to use more colloquial language. Wordsworth himself in the Preface to his and Coleridge's Lyrical Ballads defined good poetry as “the spontaneous overflow of powerful feelings,” though in the same sentence he goes on to clarify this statement by asserting that nonetheless any poem of value must still be composed by a man “possessed of more than usual organic sensibility [who has] also thought long and deeply;” he also emphasizes the importance of the use of meter in poetry (which he views as one of the key features that differentiates poetry from prose).[4] Although many people stress the notion of spontaneity in Romantic poetry, the movement was still greatly concerned with the pain of composition, of translating these emotive responses into poetic form. Indeed, Samuel Taylor Coleridge, another prominent Romantic poet and critic in his On Poesy or Art sees art as “the mediatress between, and reconciler of nature and man”.[5]Such an attitude reflects what might be called the dominant theme of Romantic poetry: the filtering of natural emotion through the human mind in order to create art, coupled with an awareness of the duality created by such a process.

best romantic ghazals Romantic Shayari

Best Romantic Ghazal all the time 

                                                     PLEASE LIKE THIS PAGE THANKS
           https://www.facebook.com/Meer-Taqi-Meer-poetry-1790190534548721/?ref=bookmarks

Romantic Ghazal all the time

Yahan tak aaye ho kuch zuban se keh do

lafz muhabbat nahi keh saktay salam to keh do



palkain to uthao apni etni bhi haya kaisi
zuban se nahi kuch kehte nighah se hi keh do



dil ko yaqeen aaye keh aap hamare ho
apne likhe khaton ka jawab sath laye ho



khat mein to tum ne har baat likh di
aaye ho to muskura kar iqraar bhi kar do



mana keh tareef se barh kar ghazal tum ho
jumbish labon ko didah apni taqdeer hamain keh do




Tuesday 10 May 2016

Meer Taqi Meer Ghazal

PLEASE LIKE THIS PAGE THANKS
https://www.facebook.com/Meer-Taqi-Meer-poetry-1790190534548721/?ref=bookmarks
Mir Taqi Mir Poetry - Mir Taqi Mir was one of renowned and leading Urdu poet of 18th century, Mir is his takhallus, he belongs to Agra, India. Mir Taqi Mir is one of those poets who shape Urdu language a poetic language itself. Read the latest and best collection of Meer Taqi Meer Poetry / Shayari in urdu and english as Mir Taqi Mir famous poets, song writer in Pakistan and around the world. 
 Poetry by Meer Taqi Meer
Aata hai Dil mein haal e bad apna bhala kahon
Phir aap hi aap sonch kay kehta hon kia kahon

Parwana phir na Shama ki khatir jala karay
Gar bazm mein yeh apna tara majra kahon

Mat kar kharam sar peh utha lay ga khalq ko
Baitha agar gali mein tera naqsh e pa kahon

Dil aur dedah bais iza o noor e ain
Kis kay tain bura kaho kis ko bhala kahon

Aaway samoom jaye saba bagh say sada
Gar shama apnay soz e jigar ka mein ja kahon

Jata hon meer dasht e janon ko mein ab yeh keh
Majnon kaheen milay to teri bhi dua kahon

Mir Taqi Mir real name was Muhammad Taqi and Mir was his pen name. He is the famous Urdu of 18th century, he was the pioneer Urdu Gazal poet of Mughal era and he was born in Agra, India in 1723. His complete works, Kuliyat, consist of six Diwans containing 13,585 couplets. He can write poetry in Urdu, Farsi (Persian) and Arabic Language, here you can find the best collection of Mir Taqi Mir poetry in Urdu, English and Roman language. Mir Taqi Mir Poetry - Read the latest and best collection of Meer Taqi Meer Poetry / Shayari in urdu and english as Mir Taqi Mir famous poets, song writer in Pakistan and around the world. 
Sikwa karon mein kab tak us apnay meharban ka 
Al-qissa raftah raftah dushman hua hai jan ka

Ya Roye ya Rulaye, apni to yun hi guzri 
kia zikar hum safeeran, yanan e shadman ka 
Mir Taqi Mir real name was Muhammad Taqi and Mir was his pen name. He is the famous Urdu of 18th century, he was the pioneer Urdu Gazal poet of Mughal era and he was born in Agra, India in 1723. His complete works, Kuliyat, consist of six Diwans containing 13,585 couplets. He can write poetry in Urdu, Farsi (Persian) and Arabic Language, here you can find the best collection of Mir Taqi Mir poetry in Urdu, English and Roman language.Sach kuch nahi rakha hai yeh aankhon ki seep mein 
Dekha hai mein nay aankh say pani nikal kar
Phirtay hain Meer kha koi poochta nahi
Is Aashiqi mein Izzat sadat bhi gayi.SHAM HI SAY BUJHA SA REHTA HAI 
DIL HUA HAI CHIRAGH MUFLIS KA 
WO AAYE BAZM MEIN ITNA TO MEER NAY DEKHA
PHIR US KAY BAAD CHIRAGON MEIN ROSHNI NA RAHI.
Kia kahon tum say mein keh kia hai Ishq
Jan ka rog hai bala hai Ishq

Ishq hi ishq hai Jahan dekho
Saray aalam mein bhar raha hai Ishq

Ishq maashooq, ishq aashiq hai
Yani apna hi mutila hai Ishq

Ishq hai tarz o tor Ishqkay tayeen
Kahin bandah kahin khuda hai Ishq

Kon maqsad ko Ishq bin puncha 
Aarzu ishq o mada hai Ishq

Koi khuhan nahi Muhabat ka!
To kahe jins e narwa hai Ishq

Meer ji zard hotay jatay hain
Kia kahin tum nay bhi kia hai Ishq
MAJOR WORKS

  • "Nukat-us-Shura" Biographical dictionary of Urdu poets of his time, written in Persian
  • "Faiz-e-Mir" Collection of five stories about sufis & faqirs, said to have been written for the education of his son Mir Faiz Ali.[10]
  • "Zikr-e-Mir" Autobiography written in Persian language.
  • "Kulliyat-e-Farsi" Collection of poems in Persian language
  • "Kulliyat-e-Mir" Collection of Urdu poetry consisting of six diwans (volumes)
Hasti apni ahbaab ki si hai
Yeh numaish Sarab ki si hai

Naz ki is kay lab ki kia kehye
Pankhari ik Gulab ki si hai

Bar bar is kay dr peh jata hon
Halat ab aztarab ki si hai

Mein jo bola kah yeh aawaz
Isi khana kharab ki si hai

Meer un Neem Baz aankho mein
Sari masti sharab ki si hai
Aata hai Dil mein haal e bad apna bhala kahon
Phir aap hi aap sonch kay kehta hon kia kahon

Parwana phir na Shama ki khatir jala karay
Gar bazm mein yeh apna tara majra kahon

Mat kar kharam sar peh utha lay ga khalq ko
Baitha agar gali mein tera naqsh e pa kahon

Dil aur dedah bais iza o noor e ain
Kis kay tain bura kaho kis ko bhala kahon

Aaway samoom jaye saba bagh say sada
Gar shama apnay soz e jigar ka mein ja kahon

Jata hon meer dasht e janon ko mein ab yeh keh
Majnon kaheen milay to teri bhi dua kahon

Romantic Poetry

BEST ROMANTIC SAD POETRY



                                                                   like this page friends
         https://www.facebook.com/Meer-Taqi-Meer-poetry-1790190534548721/?ref=bookmarks
Samny Manzil Thi Aur Piche Uski Awaz
Rukta To Safar Jata, Chalta To Bichar Jata

Maykhana Bhi Usi Ka Tha, Mehfil Bhi Uski Thi
Agr Peeta To Emaan Jata, Na Peeta To Sanam Jata

Saza Aisi Mili Mujh Ko, Zakham Aise Lage Dil Par
Chupata To Jigar Jata, Sunata To Bikhar Jata...